Saturday 1 June 2013

Rishi Markandeya showed a love and worship of Lord Shiva ...............



Rishi Markandeya showed a love and worship of Lord Shiva to which even Yamaraj, God of death Himself , had to submit.Markendeya showed that Shivji is inseparable from the Prana , from the very being, and soul of the Person.Aum Namah Shivaya!!!
Shiv hi sundar hain, Shiv hi satteya hain,
Shiv hi sawaas hain, Shiv hi wishwaas hain,
Shiv hi aaradhna hain, Shiv hi saadhna hain,
Shiv hi shakti hain, Shiv hibhakti hain,
Shiv hi muurtimaan hain, Shiv hi keertiwaan hain,
Shiv hi parmeshwar hain, Shiv hi Iatwar hain,
Shiv hi sarvada hain, Shiv hi sarvwayapak hain,
Shiv hi soomnaath hain,Shiv hi deenanaath hain,
Shiv hi nishtha hain, Shiv hi aastha hain,
Shiv hi pooja hain, Shiv hi paavan hain,
Shiv hi parampita hain, Shiv hi aatma hain,
Shiv hi sampoorn hain, Shiv hi samarpan hain,
Shiv hi raameshwar hain, Shiv hi wishweshwar hain,
Shiv hi gangadhar hain, Shiv hi chandrshekhar hain,
Shiv hi deya hain, Shiv hi kshamaa hain,
Shiv hi paap ke naashaq hain, Shiv hi kaam bhasmakar hain,
Shiv hi trimurti hain, Shiv hi bheemshankar hain,
Shiv hi neelkanth hain, Shiv hi shankar hain,
Shiv hi saral hain, Shiv hi sharadhha hain,
Shiv hi shanti hain, Shiv himooksh hain,
Shiv surya kaprakaash hain, Shiv chandrma ki sheetalta hain,
Shiv hi aashutosh hain, Shiv hi sushobhit hain,
Shiv hi guru hain, Shiv hi roodra hain,
Shiv hi aseem hain, Shiv hiajanme hain,
Shiv nirmal hain, Shiv hi soomeya hain,
Shiv ki rachna saat samundar hain, Shiv hi jyotir ling hain,
Shiv hi shweyet hain, Shivhi har rung me hain,
Shiv hi avinashi hain, Shiv hi gyaan ka saagar hain,
Shiv bhakton ke bass me hain, Shiv hi nahate bhakti rass me hain,
Shiv hi oonkaar hain, Shiv hi nirakaar hain,
Shiv hi OOOOOOMMM hain,Shiv hi ardnaareshwar hain,
Shiv hi sarpon k bhushan dharak hain,Shiv hi bhasmrammiya hain,
Shiv hi paarwati wallabh hain, Shiv hi nandikeshwar hain,
Shiv hi deyawaan hain, Shiv hi purshotam hain,
Shiv tripurari hain, Shiv hi trinetra hain,
Shiv hi agni ka taap hain, Shiv hi jall ka bahaav hain,
Shiv hi waayu ka wegh hain, Shiv hi mahaadev hain,
Shiv hi panchakshri muntra hain, Shiv mahaa tapasvi hain,
Shiv hi bholenaath hain, Shiv hi shambhoo hain,
Shiv hi sugandh hain, Shivke waakya amrait hain,
Shiv hi mahamritunjaya hain, Shiv niranjan hain,
Shiv hi veedon ka saar hai, Shiv hi triloki naath hain,
Shiv aaradhniya hain, Shivpoojniya hain,
Shiv hi lagan hain, Shiv hi shalook hain,
Shiv prarthna maatr se prasann ho jaate hain, Shiv hi dhyaan hain, Shiv hi saache munmeet hain, Shiv hi samaye ki gati hain,
Shiv hi trishool dhari hain,Shiv hi sanjeevni hain,
Shiv hi ahankaar ke naashaq hain, Shiv hi baadhyanaath hain,
Shiv subke sahaayak hain,Shiv subke mun ki jaan-newale hain,
Shiv ka naam sampooran hai, Shiv ka sewadaar sudarshan hai,
Shiv naarad ji ki waani hain, Shiv hi veena ki taanhain,
Shiv hi shabd hain, Shiv hi sawar hain,
Shiv hi geet hain, Shiv hi sangeet hain,
Shiv hi deepak ki paawan jyoti hain, Shiv karuna k ujjwal moti hain,{108}shiv ke naam
JAI MERE BHOOLENATH. . . .

No comments:

Post a Comment