Sundar Vakya from Ramayan
Sundar Vakya from Ramayan - Sabse badi shakti man ki hai, parantu man ek chanchal ghode ki bhanti kabhi sthir nahi rehta. Yog ke dwara chitra vrattiyon ka virodh karke jo man ko kabu kar leta hai, uska man sarv vyapi aatma ke aadheen hone se wo sansaar ki samast shaktiyon par adhikar paa leta hai.
No comments:
Post a Comment