Wednesday 14 August 2013

Sundar Vakya from Ramayan - (2)

Photo: Sundar Vakya  from Ramayan - 

Apne karm ki achhayi aur burai ko har ghadi har samay parkhte rehna chahiye. Apne karm ko parkhne ke liye manushya ke paas ek hi kasauti hai- wo ye soche ki yadi mai issi samay mar jaayun to mera ye karm kis ginti me aayega. Isliye yadi koi bhool ho jaaye to use tatkaal sudhar lena chahiye. Ye kabhi na sochna chahiye ki aaj ki bhool ko kal sudhar loonga, kyonki kabhi kabhi “Kaal” kal ka samay nhi deta.

Sundar Vakya from Ramayan - 

No comments:

Post a Comment